Originally posted by: Shivi.forever
Hayee ye dialogue se mere ko ek scene yaad aya.
Mandar ll save pallu from fall due to wet floor (created by mansi to show to Raghav pallu air mandaar closeness)
( don kill me poora padh lo plz)(disclaimer- anna k fans jyada gussa na ho, aur bandar k fans agar koi hai to plz padhna mat๐)
Anna ll see it n ll keep quiet,
phir bandar anna k samne badha chada ke bolega meine pallavi ko hath lagaya aur usne kuch nai kaha mujhe, dekho development horaha hai hum dono k bich ab to tum samjh jao ki hum star crossed lovers hai.๐ฅฐ๐คฉ๐
Anna๐ก๐คฌ๐ boldiya ab chal tere ko kuch dikhana hai. ๐ฌ๐ฌ
Ye dekh mera biwi hai just watch.
Pallavi us bandar ne konse hath se tumhe bachaya. ๐ค
pallavi -Pata nai me to tumhare bare me soch rahi thi, aur dekha nahi ki pani tha, agar gir jati to acha hota tum mera massage kar dete, hayee bade din hogaye tumne mujhe massage nai diya par us bina address ki envolope ne mujhe bacha liya, sab kharaab kardiya chance miss hogaya..๐๐
Anna-Koi baat nai mein aise hi tumhe massage dega aaj.. goes off from dre..
Ab tu sun bandar- usko ye bhi nai pata ki konsa hath tha aur tu kaha tak pahunch gaya be.
Waise mujhe pata hai.
Right wala na. Baaton baaton me anna ne hath tod diyaaaaaaa๐คฃ๐๐คฃ๐ bandar shocked anna rocked. ๐๐คฉ๐ฅฐ