Originally posted by: FarhaadkiMahi
per maine kabhi mohbbat ka dwa nahi kiya😆
Mana ke tumhare lafz ne kabhi mohabbat ka dawa nahi kiya, lekin kyu tumhare ankhei tumhare lafzon ka saath nahi deti, kya tumhare dil mei woh toofan uthraha hai jisne mujhe barbaad kardiya hai 🤔
1k