i wrote this poem...from a heartbroken armaan to riddhima....
Dil ko dhadkna sikhaya tumne
Saath saath ek pyaari se duniya banaayi tthi humne
Jab bhi tum hoti mere pass
Har pal ko bana deti bahut khass
Ek din dukh ka ek fiza sa aaya
Door tumko mujhse le gaya
Badal gayi tum,na jaane kyun
Kehne lagi ki pyaar karti nahin mujhse,na jaane kyun
Koshish maine bhi ki,lekin kar na saka
Nafrat tumse main kar na saka
Honton ki muskaan tthi tum
Aankhon ki talaash thhi tum
Door tum chali gayi na jaane kyun
Dukh hazaar de gayi , na jaane kyun
lots of love
sneha