do naino ki tum do kiran..
Bigg Boss 20: Daily Discussion Thread 9th Sep 2026
Eiffel Tower Incident: Disgrace to Women or Dignity to Indian Sadhus?
Ranveer and Deepika with Dua
do naino ki tum do kiran..
yaar yaha aaye bina raha nhi jata... oh ab mai kya karu😆
tum bhi saath do.. 🤣Originally posted by: Sampada001
Aapka yehi lori sunke hi jaungi mai😳
haa..shayad sab busy the.. 😒
Par humara forum koi na ho to kaisa shaant ho jaata hai.. Ek dum se, sannata cha jaata hai.. 😒
PurVir ke kiss ka asar toh nahi.
Mai bhi abhi aayi 😆
Bahut busy thi aaj
aur vo kya hogi..Originally posted by: Sampada001
mastt punishment😈
to to yaha dhammal hona chahiye na... Par sab shaant tha.. 😒
Sabhi busy the shayad..😒
woh sab mike decide karenge.... Sabko ek samaan nyay hona chahiye na.....aur vo kya hogi..
do naino ki tum do kiran..
Ek mera dil hai ek dhadkan ❤️
Kahan ho aaj kal,
Kal bhaag gaye aap 😡
are dhanyavaad yeh awsar dene ke liye😳tum bhi saath do.. 🤣