Originally posted by: meghumonu
Yehi to hua par yaha pe Pallu widow hai le kin sochiye agar Mandar zinda hoti aur phir Pallavi Raghav se milti in AU. Deshmukh khandan ka muh kala š¤£
Ab toh bas yeh dekhna hai ki Raghav, Mandar ko kya dho daalega ya actually duniya se uthwa dega if he tries to come close to Pallavi Raghav Raoš¤£
Pata nahi but yeh wala Raghav dekhne ka bada mann karta haiš
Lightbulb ko beech sadak par har South Indian bhashan mein samjhaya tha jab apni Behen ke liye...toh yeh toh Gayašš