Originally posted by: princy48
1D??..yeh kaunsa stry hai ..mereko nhi malum 😆...
Haan main abhi free hui studies aur sab kaam se ..n today..its humid here 😳
Me to baarish: dekh baap 😳..aana hai tho aa varna hawa bhai saab ko bhej de.. yeh aise nautanki nhi chalega haan..😡🤔
Haan mera yaha bhi kuch yehi haal hain😆
Arey 1D= one direction 🤣😆
Was talking about this song