ye aarti bole ki mukhi wala dream nahi real hai.. Sunke dimag ghum gaya.. 😝🤭
Abey logic hai mukhi kabhi bawri ki kasam khake jhoot nahi bolega...aur agar yeh dikhaya hai matlab mukhi soch raha hai ki maine yeh sab kiya to bawri kahi aisa na karle...bas..
Haa yeh suspense rakha hai ki sapna hai ya sach but itna to mukhi ko jaante hai yaar....