Par Maine suna abhi to mast mast scene dikha rahe hai
Maine to shayad kasam dekha tha vo jab dadi dekhti thi
Kya dimag ka dahi karne wala show tha vo
Abhi leap ke baad usme bhi shaadi chal raha hai..Mere ghar mein chalta hai but I don't watch..
Completely sirf IKNMP and BALH follow kiya tha..Usko bhi kya se kya bana diya tha..😭