arey pata nahi voh nalla barrister kya bolaKabhi asli kabhi nakli bol bol ke dimaagh kharaab kardiya 😡🤣Originally posted by: aastha12345
Fake marriage sab k saamne kaise hui? Acha waise hi hui hogi jaise mano uss bomb blast k baad zinda bach gayi👍🏼
Par ani samjhaute wali shadi bolta tha, fake marriage ekdum last m bola, aur di-bosh bhi nhi dikhaya, so mano was kept open for a reason 👍🏼, wapas aaegi dekhna!!
Anyway mujhe kya, I'll watch it for samnoy ka waaris, kyuki promo waise bbi pasand nhi aaya, agar by chance show acha nikal gaya to story k liye dekhungi