Originally posted by: surabhi01
Mujhe to lagta hai baa bachpan se aisa hi thi bus non stop bolte rehna woh bhi faltu ki baat karna
Mujhe to aaj rickshaw wali baat bhi faltu lagi
Btw baa agar itna bolti hai to kavya se yeh kyon nahin kehti ki tum anupama se bateemejee se baat nahi karogi
Yeh kavya jubaan anupama se batmiji se baat karti to Yeh baa to chup hi rehti hai
Yeh baa bus khaali bus apne liye bolti hai
Baa Bachpan se aisi nahi hogi.
Dadi zyada gusse karti hai, Ghar Ghar ki kahani hai yeh
Tum buddhi hogi tum bhi aisa karogi
Mein bhi aisa hi karungi
😆
16