Part - 1
Geet is in trouble...haan Geet Handa bahut badi musibat mein hai...
Aaj Geet bahut pareshaan hai...
Geet sochthi hai...hare babaji!... hamesha mere saath hi aaisa kyun hotha?
What's my fault? I just wanted Sam to be happy...
How dare that MSK comes inbetween their friendship?
Geet is really worried about Sam and all thanks to MSK...Geet curses her fate and blames Maan for her troubles...yes, MSK is the cause for Geet's problems...
Geet toh ab MSK ki galthi ko sudaarne ke liye hi jaa rahi hai...
Galthi MSK kartha aur bechari Geet fasjaathii...
Lagtha hai ab ye MSK hummari pyaari Geet ko chain se jeene nahi dega...
Achcha hua ki kam se kam Dev Geet ko samajtha...
Kahin Dev bhi Sameera ki tarah Geet ko galat samajtha toh Geet kya kar sakthi?...
Dev knows that Geet is not at fault...it's just a misunderstanding deliberately created by Maan...
Geet doesn't care about Maan, she is only concerned about Sam's anger...
Sameera Geet ki best friend hai...nahi thi?...nahi abhi bhi hai?...
Geet ko kuch samaj mein nahi aatha ki itne achche dhost hokke bhi Sam ko kaise Geet pe itna sa bhi barosa nahi hai?
Geet Sam ke boyfriend ko usse kaise cheenegi?
Woh bhi Sam ki b'day party mein Geet aaisa tamasha kyun kada karegi?
Sam had just revealed her love for Maan only to Geet and is yet to confess her love...
Aur Geet achche se jaanthi thi ki Sam ussi din Maan se baat bhi karnewali thi...apne pyaar ko confess karnewali thi...aur kitna kush thi? Geet uss kushi ko kaise cheen sakthi?
Sam ne aaise kaise socha? Geet kabhi bhi aaise nahi karegi? Haina babaji?
Woh bhi jab Geet Dev se pyaar karthi hai, woh kissi aur ke barein mein kyun sochegi?
Sam too knows about Dev and even then she thinks that Geet would betray her?
Maan has gone mad or he is trying to turn Geet mad...
Waise Geet ko ye Maan bilkul pasand nahi hai...pura ka pura Dhust danav, haina babaji?
Mein usske saath? Chiii, ye Sam aaise kaise soch sakthi?
Mujhe toh pehle hi Sam ko warn karna chahiye tha...uss Maan pe barosa mat karo, haina babaji?
Ye Dev wahan Maan ke jagah Geet ke saath hotha toh ye sab nahi hotha...
Par Maan ne toh Dev ko aane ka moka hi nahi diya tha...
Sam ne Dev ko pehle dekha bhi nahi hai...
Geet Sam ko Dev se ek bar milathi toh sara confusion katam ho jayega...
Shayad Dev se millkhe aur Dev ke bathon ko sunkke Sam bhi Geet ko samaj jayegi?
Geet yahi umeed lekhe Sam se milne jaa rahi hai, Dev ke saath...
Ab Geet Dev ke madat se sab kuch teek karegi...
Dev nahi hotha toh patha nahi Geet kya karthi?
As Geet keeps thinking Dev is worried by her troubled face...
What happened to her innocent smile?
Kahan kho gayi meri pyaari chulbuli Geet?
Dev looks at Geet...
Geet is still lost in her thoughts...
Sameera ki b'day party Geet ko bar bar yaad aakke pareshaan karthi...
Sare galthiyan toh ussi din hue the...
Patha nahi Maan ne aaisa kyun kiya Geet ke saath?
Par bechara Maan kya kartha?
Jab bhi Geet samne hothi toh Maan se koi na koi galthi ho hi jaathi...haina?
She disturbs him so much...
But Maan has been following Sam...Maan is always seen wherever Sam is...he has been like a shadow of Sam...right behind her...
Sam was irritated by this in the beginning but later on she started liking it...
Being stalked by MSK...
It's always nice to have someone special so concerned and caring...
And if that someone happens to be MSK, then no girl would complain, isn't it?
Maybe Geet is jealous of Sam ?
How could he ignore Geet, the Geet Handa...
Geet aaise nahi sochthi...Geet sochthi hai ki,Nahi...mujhe uss DD se kya matlab?
Maan has no business with Geet...haina babaji?
Waise Geet ko pehle hi Maan pe shak tha...
Sameera samne hothi toh Maan ek minute bhi Sam se nazar nahi hatatha...
He just keeps looking at her, his eyes follow her wherever she goes...
Sam ko hi gurkke rehtha...sab ko lagtha tha ki Maan Sam ko bahut chahatha hai...
Geet ko bhi pehle aaise hi laga tha...
Par Maan ke saath thode din rehne ke badh Geet ko patha chala ki Maan kitne bada Dhust danav hai...
Kabhi bhi Geet Maan ke saath akhela hothi ya sam kahin chale jaathi toh...Maan Dhust Danav banjaatha...jab ussko patha chaltha ki Sam nahi hai aur woh kahin bahar gayi hai apne Dad ke saath toh... achanak Maan ke nigayeen Geet ko doondhne lagthe hai...
Aur aaise gurtha ki Geet kabhi usse nazar nahi mila pathi...
Geet iss barein mein Sam se baat karne hi wali thi...
Lekhin Sam toh bahut kush thi...ussko laga ki Maan sirf ussko pyaar kartha...
Sam bhi Maan ko chahane lagi...aur Sam ussi din Maan ko apne mann ki baat bathanewali thi...
She had decided to accept his love...
Aakhir kitne din woh bhi Maan ko avoid kar sakthi?
Koi bhi ladhki Maan ko na nahi keh sakthi, Geet bhi ye jaanthi hai...
Aakhir Maan hai hi itna hot and handsome...haina?
Sam ko chodo, Khanna uncle ne toh apni beti se zyada Maan pe barosa kiya tha...
khanna uncle ne Maan ko kitne freedom diya tha...
jab chahe hummare apartment aasaktha...Jaise woh Sam ki mangetar ho?
Uncle toh ussko apne damad ki tarah hi treat karthe...
Maan jo bhi kehtha Uncle maanjaathe...
Uncle ke naam lekhe Maan sab ko order karthe rehtha, specially Geet ko hamesha hukkum karthe rehtha ki ye mat karo woh mat karo..haina?
Mein kya usski gulam hoon?
Woh toh sirf Sam ke paison se pyaar kartha tha?
Nahi, usse toh uncleji ki karodon rupyon ki business pe nazar hai...
Kam se kam mujhe Sam ki zindagi ko toh bachana chahiye...
Warna Sam uss badmaash gunde se shadhi karkke dhoka khayegi...
Ye Maan Sam ko shadhi kartha toh Sam ki zindagi barbad ho jayegi...haina babaji?
Ab tak toh Sam ko bhi patha chalna chahiye ki Maan kitna kamina hai?
Lekhin Sam toh mujhpe hi shak karthi hai...apne best friend pe!
Ye Maan kya utna mahaan hai?
Ab toh sab mujhko hi galat samajthe hai...
Babaji aapko patha haina ki kaun gunegar hai?
Aap jaldhi usske asli chehre ko sabke samne laoge, mujhe patha hai, haina babaji?
Geet aaise soch soch ke bahut pareshaan ho rahi hai...
Dev bhi uskko sawaal karkke aur pareshaan nahi karna chahatha...
Dev ko patha hai ki Geet kitni innocent hai...
Dev ne Geet se promise kiya hai ki kal Dev usski sare problems ko katam karega...jaise bhi...
Raat bahut ho gayi...
Abhi bhi Chandigarh pohunchne mein 100km bakhi hai...
Dev ko lagtha hai ki abhi unkko kahin rukhkke thoda aaram karna chahiye...
Itne raat ko Chandigarh jaakke kya karenge?
Lagtha hai ki ye koi choti shehar hai, yahan rehne ka jagah asaani se miljayega...
Waise Geet bhi bahut tak gayi hai...
Aaise soch soch ke kahin pagal na ho jaye?
Ussko bhi thoda aaram karna padega...
Dev: Geet
Geet abhi bhi apne khayaalon mein hi rehthi...
Dev stops the car...
Dev shakes her shoulder...
Dev: Geet
Geet turns and looks...
Geet: hum aagaye?
Dev: nahi
Geet: phir gadhi kyun rokhdhi tumne?
Dev: Geet, ab raat bahut ho gaya, aur tumne subhe se teek se khaya bhi nahi
Geet : mujhe bhook nahi hai
Dev: Geet, aaise soch soch ke apne aapko itna takleef kyun dethi ho?
Geet: par mein kya kar sakthi?
Dev: jo bhi hua, ussme teri koi galthi nahi hai
Geet: lekhin kissi ko bhi mere upar viswaas nahi hai
Dev.: mujhe hai Geet...
Geet smiles...
Dev: mein jaantha hoon ki tum aaisa kabhi nahi kar sakthi, waise ye toh meri galthi hi hai
Geet: tumne kya kiya? Ye toh uss Maan ki galthi hai
Dev: agar mein tujhe akhele chodkke nahi jaatha toh ye sab nahi hotha
Geet: tumne jaan boochke toh aaisa nahi kya na? aur meinne bhi ussko rokhne ki kitni koshish ki? Lekhin woh mantha hi nahi
Dev: mujhe toh pehle se hi uss Maan kuch achcha aadmi nahi laga
Geet: mujhe bhi patha hai, lekhin mein kya karthi? Koi mere baat ko manthe hi nahi
Dev: tum fikar mat karo, sab teek ho jayega
Geet: lekhin kaise?
Dev: mein hoona? Mein sabko teek kardhoonga
Geet: ab toh tum hi mere aakhri umeed ho dev
Dev: mein kal jaise bhi Sameera ko sare sachayi bathakke uss Maan ki asli chehre ko sabke samne laoonga
Geet: kash sab aaisa hi ho jaise tum kehthe ho
Dev: tum fikar mat karo Geet, iss bar koi galthi nahi hogi
Geet: tumme bhook lagi hai toh tum kuch khalo, mein yahi wait karthi hoon
Dev: nahi, mein dubara tumme aaise akhele chodkke nahi jaanewala hoon, ek din nahi khatha toh mein mar nahi jaatha
Geet: Dev, aaise mat kaho
Dev: Geet, tum bahut dari hui ho
Geet: mein nahi chahathi ki mere wajhe se tum bhi kissi mushkil mein fusjao
Dev: mein tumme aaise nahi dekh saktha Geet
Geet: chalo mein bhi aathi hoon, hum kuch khalethe hai
They go and have dinner at a dabha...
Though Geet orders food she couldn't have it...
She has lost her apetite since this problem started...
She has been questioning herself what went wrong with her that night...
What made her lose her mind that time?
Was it her fault?
No...it's all Maan's fault...
He forced Geet into it...haina babaji?
195