Abhi ja ke sunke aa..bohot pyara song hai. Dard hai dard. Hum dil de chuke sanam se-Jhoka hawa ka
Aur bhag gaye ye kabutar khane se🤣
Oyee😲🤔
Vashmay DT kabutarkhaane se bahut achi hai😈
Abhi ja ke sunke aa..bohot pyara song hai. Dard hai dard. Hum dil de chuke sanam se-Jhoka hawa ka
I dont like that movie😵
I'm listening to qaafirana🤣
bura laga 🤣
Arre meri playlist me tha. Shuffle mode pe baj gaya ab😆aur waise bhi mujhe ye sab hi pasand hai DARD🤣
Yeah right DARD 🤣
VashmAy ne Apne life mein utna Dard nehi jhela jitna Dard hum sabne unpe imagine kar Lia 😆
Ye sunke m soo jayungi🤣
Originally posted by: A_for_Arpita
Yeah right DARD 🤣
VashmAy ne Apne life mein utna Dard nehi jhela jitna Dard hum sabne unpe imagine kar Lia 😆
Vashmay bgm on the play😆😎
ठण्डी हवाएं रातों में तुझको थपकियाँ देती होंगी ना
चाँद की ठण्डक ख़्वाबों में तुझको लेके तो जाती होगी ना
सूरज की किरणें सुबह को तेरी नींदें उड़ाती होंगी ना
मेरे ख़यालों में सनम
खुद से ही बातें करती होगी ना..💘
Han 🤣