Mujhe to apni ankhon pe bharosa nhi ho raha hai.
Yayy!!!!š„³
Abhi mere dimag mein ek hi dialogue aa raha hai
"Ache din aane wale hain" šš
Maine kaha tha na ki vo Goa wala set hi unlucky hai.
Mumbai aate hi sab badhiya ho gaya.
Ab topic pe aate hain.
Such cute pics ā¤ļø ā¤ļø
