Originally posted by: Mona_988
Shaurya Sabharwal ka swag hi alag hai . Ye permission manga bhi hai aur nahi bhi mangta hai đ¤Ł
Ek na Ek one liner dal hi deta hai taki No toh koi bol hi nahi sakta.
Kabhie Kabhie mujhe phyco lagta hai ( forum ke logon ki chappal meri raraf aate hue đ)
đ¤Ł
Mujhe toh haal-e-dil mera sequence se hi hamesha lagta hai psycho yehđ