Originally posted by: Aashi_009
Hi fi 🙋🏻♀️.....yeah Nish bhi naa kya dikha diya isse achaa mai Kanika ko dekh leti 👍🏼
That look is so bad
But I am laughing🤣🤣🤣
Bechara he loves his hair
Bigg Boss 20 - Daily Discussion Thread - 22nd September 2026
🏏India tour of Japan 2026: One off T20I in Kanto on 22/09/2026🏏
IF Bluffmaster Season 2 (Sign Up Open)
72nd National Film awards ceremony - Venue : Ekta Nagar Gujarat.
Happy Birthday 🎊🎊 Kareena Kapoor 🎊🎊🎊
🏏India Women vs Sri Lanka Women, Final, Women's Asian Games 2026🏏
Originally posted by: Aashi_009
Hi fi 🙋🏻♀️.....yeah Nish bhi naa kya dikha diya isse achaa mai Kanika ko dekh leti 👍🏼
That look is so bad
But I am laughing🤣🤣🤣
Bechara he loves his hair
Exactly achaa nahi hai👎🏼
Nd hair toh dekho uska 🤣🤣kya bana diya yeah hair ko 🤪
Originally posted by: Aashi_009
Exactly achaa nahi hai👎🏼
Nd hair toh dekho uska 🤣🤣kya bana diya yeah hair ko 🤪
Chidya ka ghosala🤪🤣🤣🤣🤣
Nahi chidiya ka ghosala bhi achaa hota hai isse 🤣
It looks like that nest ...jo aandhi tufaan se affected ho 🤣
Originally posted by: Aashi_009
Nahi chidiya ka ghosala bhi achaa hota hai isse 🤣
It looks like that nest ...jo aandhi tufaan se affected ho 🤣
Aashi🤣🤣🤣🤣

Tum na...puri beizzati je mood main ho🤣
But kah to sahi rahi ho🤪bichara bachha....kya kya Zulm sahega apne aap ko Kanika didi ke compatible banane ke liye.....🤣pahli baar shayad ITV history main hoga ki existing actor ko effort lagana pad raha hain new entry ke compatible banne ke liye..🥺
I agree bro🤪🤣
Originally posted by: vishalsangeeta
Tum na...puri beizzati je mood main ho🤣
But kah to sahi rahi ho🤪bichara bachha....kya kya Zulm sahega apne aap ko Kanika didi ke compatible banane ke liye.....🤣pahli baar shayad ITV history main hoga ki existing actor ko effort lagana pad raha hain new entry ke compatible banne ke liye..🥺
Mai naa dentist ke paas aayi hun .....aur ekk pehle hi pareshaan hun upar se yeah 😡
Array dekhti jaao mangu aur rangu kya kya karte hai isake saath 🤪
Originally posted by: Aashi_009
Mai naa dentist ke paas aayi hun .....aur ekk pehle hi pareshaan hun upar se yeah 😡
Array dekhti jaao mangu aur rangu kya kya karte hai isake saath 🤪
Daant nikalwane aayi ho?
Haan....Rangu ke chakkar main Mangu ko bhi karna padega sab....Mangu ko apne Sher ke cub koab asli sher banane ki koshish kar ni padegi ( jo ki fail hone ke pure chances hain)