Originally posted by: Manasi_16
Sach mein yaar kya mazak bana rakha hai dono ne....ek baat baat par bhaag jata hai, doosri bas chillati rehti hai🤣
Chillane ki waja SE ghar walo ne bycott krdya🤣
🏏 ENG vs IND | 1st T20I | 1 July 2026 | Ind Tour of Eng 2026🏏
Kyunki Rishton ke bhi roop badalte hain Discussions Thread
Half yearly round up: my top 5 tracks of the year 2026
🏏ICC Women's T20 World Cup 2026: SF-1: Australia W vs West Indies W🏏
SLA vs INDA, 2nd Unofficial Test, India A tour of Sri Lanka 2026
Originally posted by: Manasi_16
Sach mein yaar kya mazak bana rakha hai dono ne....ek baat baat par bhaag jata hai, doosri bas chillati rehti hai🤣
Chillane ki waja SE ghar walo ne bycott krdya🤣
Par Shaadi krni pariii🤣
Anu ne strict teacher ki tarah daanta na isliye🤣
Woh scene sach mein mast tha😆
Dono ko saamne khade kar ke kya daant rahi thi🤣
Sahi beizzat Kya dono ko🤣
Originally posted by: Manasi_16
Woh scene sach mein mast tha😆
Dono ko saamne khade kar ke kya daant rahi thi🤣
Abe usko shadi karne hai karne de na karni hai na karne de
Tu kyu itna lecture de rahi yar🤣
Full paisa vasul episode tha wo🤣
Kya mast mazaa aaya tha
Wo samar ko thappad marnevala🤣
Phir uska hath pakad lena🤣
Omg...abhi bhi mujhe yad karke hasi aa rahi hai
Ab batao tamarind kyu bolte hai
Originally posted by: Manisha_IF
Abe usko shadi karne hai karne de na karni hai na karne de
Tu kyu itna lecture de rahi yar🤣
Baat toh tumhari sahi hai...par woh bhi kya kare!
Kavya ko shaadi karni hai, toh woh Anupama ke paas khushi share karne aati hai
Vanraj ko shaadi NAHI karni hai, toh woh apne dukh dard baatne chala aata hai
Bechari ne jaise marriage counseling services khol rakhi hai 🤣
Ab batao tamarind kyu bolte hai
Aap abhi tak Iss qn ki answer dhoond rahi hoon
