Originally posted by: Manisha_IF
Omg ye sab kya hai ?
Sakshi din bhar din buri hoti jaa rahi hai
Aur ye purvi devi ko kys ho gaya hai
Kyu ye sab seh rahi hai wo
Patani mani
Is saba ne meri pur ke sath ye kya kiya ππ
Sakshi pe to mai kuch na hi bolu to acha ππ»ππ»

