Originally posted by: Manisha_IF
Wo hi to yar
Toxic bana diya yar usko
Aesa lagta hai jaise wo property samjata hai anokhi ko
Aur sindoor drama kaise dikha sakte hai yar
Baki show me hum forced marriage man lete hai kyuki waha to dushmani hoti hai nafrat hoti hai badla lena hota hai ye sab
Par yaha to wo pyaar karta tha na to wo aesa kaise kar sakta hai yar
Anokhi jitni flip marne vali ladki nahi dekhi maine aajtak
@bold Exactly.
Lecture itna bada bada degi..Phir back to square one..
Apni self respect ki koi chinta hi nahi hai..