Ohhhhh
Ha wo sindoor wala to dekha tha 🤭🤭🤭🤭🤭🤭🤭 kya drama kiya hai 🤣
Acha acha to ye bakwas chal raha hai usme
Seriously yar kitna kuch achcha dikha sakte the us jodi ke saath
Par sab bigad ke rakh diya
Aur wo fans manne ko taiyar hi nahi ki ye force vali shadi hai🤣
FL ne khud bola scene me ye force vali shadi hai
Aur itna sara lecture bhi diya
Par do episode ke bad man bhi liya ki me uski biwi hu ab🤣