Originally posted by: pallavi_p28
Aaj se tum hamare is purane kamre me rahogi.
Ye dialogue sun ne me chota hai but i think it has a broad meaning. Saki chahti to purvi ko uska room wapas dekar khud apne us purane room me chali jati. The word purana jo mujhe hit kar raha hai ki sakshi purvi ko aage isi tarah treat karegi, 2nd hand things k saath, aur usne baar baar purvi ko molkki kaha, matlab wo purvi ko accept to karegi but respect nhi. Aur mukhi ko wo kisi bhi haalat me purvi k paas nhi aane degi, jaisa saki ko lagta hai ki they dont love each other aaj bhi mukhi ji apni pahli patni se pyar karte hai, jaisa usne aaj bola. The gr8 misunderstanding.
Saki isi galatfahmi me hai
Mukhi purvi k paas aana chahta hai
Aur purvi vir ko ignore karegi for saki's health
Haa na.. Saki ne pur ko isliye ghar mai rakha hai.. She think that they don't love each other.. Viru aaj bhi sirf usse pyaar karta hai.. Par inn dono ne usse explain bhi aise hii kiya na.. 🙄🤦♀️
Uska vo dialogue ki.. Tum mukhi ji ki molkki ho aur humesha molkki rahogi.. Sari baatein vahi saaf ho jaati hai.. 🙄
Usne sirf usse molkki mana hai viru ki jisse vo pyaar nahi karta.. Vo sirf uske baccho ki aaya aur ghar mai ek kaam wali bai ki tarah hii rehegi uske liye.. 🙄
@ bold ----- Pallavi- I had missed replying to this post. Very well said.
You are so right. The whole sequence was filled with double meanings for me . KK was totally meethi churi.
Purvi ko initially lagega that KK is so mahaan and so accomodating.
@ Italics ---- Sapna..KK aise Molkki Molkki kar rahi this jaise it is an honrary title earned on merit.🤢
Kaise boli VPS aaji bhi sirf apni pehli patni se pyaar karte hain. Kitna ghamand and relief tha uske voice main. Jab she knows the truth phir se shuru hoga drama "mujhe dhoka diya"🤔