Originally posted by: amairakriyaansh
Wo jaisi harkate karte hai na vo padne walo mein ya top karne walo ki category mein nahi aate 😆
Aree but pass toh hona hi hota hoga na.........
Well waise uss age mai pass hona is never an criteria 90 plus toh humare waqt hota thaaa abb toh 100 percent bhi aate hai.......
Ps -mai baba ajaam ke jamane ki nahi hu main 6around 7 and 9 saal pehle ki baat kar rahi hu..........