lol🤣Originally posted by: merryyura
Maine bas ek teaser dekhi thi.
Can you feel my heartbeat guess karna tha joong ki ko 🤣
Abhi pura dekhna baki hai 😆
Joong ka first part thoda dekha.. Usne question perfect guess kiya sab shock mein chale gaye ke ye kaise pehle he guess mein correct aaya.. Par joong ne ans galat de diya uss question ka🤣
Mein be FF mode par dekha... Baad mein aaram se dekhuge😆