Yaar ramayan ki trp ko beat kar pana aksar mushkil hai yaar,agar 7 baje ramayan ayi na toh jyadatar gharon mein ramayan chalegi,bitter truth aur agar ye BR chopra vali hai fir toh mar gaye,agar ashish sharma vali hai fir we can relax.
Star Bharat exist karta hai 🤣