Originally posted by: Katy4566
Ani ne aisa kya kar diya ki bon awkward ho gyi
Woh humesha toh aisi hi harkatein karta hai jisse bachi awkward ho jati hai
Bhare bazar mein pair dhona se lekar typewriter ke jagah cooker gift karne tak
Humesha iss naadan manushya ke wajah se bon bachi awkward ho jati hai
Aaj bhi waisa kuch kar diya hoga