Originally posted by: anamika365
Haye thank you ❤️ lekin in mamlon mein meri batti bhi thodi kam hi jalti hai, to jara hum bhi tubelight hi hai Ms Bhalla ki tarah and isliye jyada hope nahi rakhte. Aap jaison ki dua pe chalti hai zindagi 🤣🤣
Hamari dua hamesha saath hai❤️