Aiy mairy humnasheen chal kahen aur chal
iis chaman mein ab apna guzaraa nahey
baat hotii phoOlo tak to seh laitay hum
ab to kantoon pay bhi haq humara nahey
------------------------------------------------------------ --
Tere badan se chura ker mehak hawa degi,
Zakhm ko rang hara shokhi-e-saba degi.
Mujhe yaqeen hai jab mera tazkara ho ga,
Woh kuch kahe na kahe aankh muskura degi.