Originally posted by: Anuannie
Haa abhi to shruaat hai ..But dil hai k maanta nahi ..saare haalat madd e nazar rakh k To be specific Mujhe sadma aditya ka lagega...Dil se woh bhi...phir to ghar wale usse kahin ka nahi chodenge na na hi imliya..🥺
Advance mein feeling bad for adi. Full on emotional atyachar hoga uspe. 🥺 imlie ki toh baat mat karo. Sabse zyada woh push kar rhi hai adi ko.