Originally posted by: anonymouse1
but maun vrat rakha hee kyun??🤔
maine tudwaya to mujhe paap lagega, aapko nhi, so, dont worry🤓
Nalle boss saab ne bola zada baat na karo launda lapades ke saath. Paap lagega. Aur salary bhi kaat jayega. 😭
🏏IPL 2026: SRH vs RR, Eliminator At New Chandigarh🏏
⭐️ IPL Forum Members Award 2026 ⭐️
Anupamaa 26 - 27 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
SRK was a Serial Cheater before Committing to Gauri
Episode dtd 27.5
THE BIG REVEAL
27 years of Biwi No 1
'Fashion Ke Rang Rishton Ke Sang' Gala premieres June 1 on Star Plus
Originally posted by: anonymouse1
but maun vrat rakha hee kyun??🤔
maine tudwaya to mujhe paap lagega, aapko nhi, so, dont worry🤓
Nalle boss saab ne bola zada baat na karo launda lapades ke saath. Paap lagega. Aur salary bhi kaat jayega. 😭
Originally posted by: KunwaariDaayan
Nalle boss saab ne bola zada baat na karo launda lapades ke saath. Paap lagega. Aur salary bhi kaat jayega. 😭
vakai me nalla hai vo😡
baat karne se koi paap nhi lagta🤔
aise kaise salary kaat lega, hadd hai.
Originally posted by: anonymouse1
vakai me nalla hai vo😡
baat karne se koi paap nhi lagta🤔
aise kaise salary kaat lega, hadd hai.
Meri khadoos boss ka bas chale toh yeh gaana bhi gaayega pura din. 😳
Originally posted by: KunwaariDaayan
Meri khadoos boss ka bas chale toh yeh gaana bhi gaayega pura din. 😳
uske kaan ke neeche ek lagaa do😈 saari shayanpatti nikal jayegi uski🤔
Originally posted by: KunwaariDaayan
Meri khadoos boss ka bas chale toh yeh gaana bhi gaayega pura din. 😳
Maybe this is what ur nalla boss wants to say 😆
Originally posted by: anonymouse1
uske kaan ke neeche ek lagaa do😈 saari shayanpatti nikal jayegi uski🤔
This may cost me my salary. 😈
![]()
Ek tha daaktar ek thi dayyan
Aao sunaun unki kahani
thee wo bachpan ke saathi
Ek duje ke deewane
troll karte the milkar
Milkar jaate thee RCV
Originally posted by: EkThaDoctor
Maybe this is what ur nalla boss wants to say 😆
Nalle boss ko bolo chasma lage ke. Daayan ka rang gora nahi hain. 😈Dhoop mein jal jaaye uske takla sar. 😈
Originally posted by: hasini009
Ek tha daaktar ek thi dayyan
Aao sunaun unki kahani
thee wo bachpan ke saathiEk duje ke deewane
troll karte the milkar
Milkar jaate thee RCV
Lagta hain humko RCV bhejne ka pura jugaar karke aaye hain Hasini aapa. 😆
Bachpan ke saathi? 😲Bachpan ka uss saathi ka hissa phir yaad kyun nahi arahe hain.
Originally posted by: KunwaariDaayan
Lagta hain humko RCV bhejne ka pura jugaar karke aaye hain Hasini aapa. 😆
Bachpan ke saathi? 😲Bachpan ka uss saathi ka hissa phir yaad kyun nahi arahe hain.
Dayyans bachpan ki yaadein bhul jaate😎