Credit goes to mages
Kya aap log is video mein kaku ko dhund sakte hai , mann ki ankhon se dekho to dekh jayegi coz jaha pakhi didi waha kaku .
Jhaadoo ke Bhagya khul gaye jo pakhi didi ne usse pyaar se chua 😆or phir jhaadoo ko kuch hua .
Chavans sach mein kangal hain jo domestic help afford nhi kar sakte , mujhe to lagta tha ye saubhagya sirf Ashwani , sai or karishma ka hai par bhi didi ko sai isme bhi jalan hain.
Mere ek sapna hain kaku ko kitchen mein kaam karte dekhne ki .
Ab Sonali khana bana rahi or didi jhaadoo laga rahi hai to kaku pakka sil batte pe mirch adharam tamatar ki chatni pees rahi hogi kyunki chavan parivar mein swad ka bahut dhyan rakha jaata hai phir kissi ko khana naseeb ho ya nhi kya farak parta hain.
Dhanyawad