New Episode:
Ek dusare ke liye jite marate hein
bepanah pyar karate hein
Kabhi karate yeh ghoshana
pyar Nahi Woh Kabhi Hoti sirf wasana..
Es pyar piche Sampu behe gayi
Pati bachhe ko chhod aayi
Sare Bandhan pichhe tod aayi
lekin zindagi mein hamesha thokar hi khayi..
Ab usaki andar ki Jag uthi aayi
Kalyani sang Ek jaal bichayi
Chori to unaki pakadi gayi
Atharv ko sazish samajh gayi
Atharv ne Kiya Pillu Ka Apaharan
Sampu ki leke Kallu Tu mere aage aaja sharan
Nahi to tumako dekhana padega tumhare pillu Ka maran
samane usake Dono aayi
sath mein the Malhar aur Maai
Pillu ke upar bomb tha lagaya
maut ki dhamkise sabako Daraya
Fir nikali Banduk aur Sampada ki taraf Feki
Mar Kallu ko abhi tu kisake liye hein ruki
Agar yeh kalma bar bar hamare bich na aate
To aaj ham Khushi se ekdusare ke sath rehete
Chalakhi se apane Sampune bachati Kallu ki Jaan
Pillu ke khatir tyag Kar gayi usane apane pran
Jaye hate sun payi pillu ke muh se aayi
es prakar ho gayi Sampu ki es Jag se bidai..
Sampu is no more..Kallu ko bachaye bachate Atharv ki goli Sampu ne apane upar leli..Kallu be BHI Pillu ko bataya yeh tumhari asali aayi hein ase Ek bar Pyar se aayi kehe do...pillu ne use aai karake pukar..n she is gone.
Edited by Jsmp21 - 4 years ago