Aaj amma ka rudra avtar dekhkar ek bat toh smjh aayi ek din amma hi hajmola ki band bajayegi .. aaj sun liya ungli bhi dekhli but aj chhod diya next time hajmola ungliya na uski aankhon me daali toh o raghu amma nhi🤣🤣🤣. i swear hajmola ne bhot galat logon se panga liya hai... bada pchhtaoge🤣🤣
