Abhay ko sab karna thaa bas pyaar nahi krna thaa ... Bechara apne ko rok nahi payaOriginally posted by: AbhiyaxEternity
khud confuse tha, and piya ko bhi confuse kardia ๐
piya ko apne paas bhi nhi aane dena chahta, piya se door bhi nhi rehna, piya pe haq bhi jataana hai, jealous bhi hona hai, piya ko bachaana bhi hai, and piya ko attitude bhi dikhaana hai ๐ abhay raichand was one of a kind ๐ ๐


