Originally posted by: merryyura
Ab toh thik ho na tum??
haan bas main anda khaati nahi hu normally, toh garam kar gaya tha,
kal raat ko khaana nahi khaya, ab theek hu
🏏South Africa tour of India 2025: India vs SA - 5th T20I, Ahmedabad🏏
NAKLI RINGG💍
SRK Kareena Aishwarya Karisma Shahid Vidya at Ambani school annual
DANCE DANCE🕺💃 20.12
Shahid Kapoor on how DP & RS played PR games to make him look smaller
To me, Saiyaara was the biggest win of 2025
What is happening in Bangladesh?
DHURANDHAR is not a film , it is a QUANTUM LEAP in INDIAN CINEMA
NDTV Indian of the year awards- Janhvi Vicky Kapil Ahaan Aneet Ananya
11 years of Pk
Avatar - Fire And Ash - Reviews And Box Office
Bhabhi ji 2.0 starts Dec 22. 10:30 pm
Originally posted by: merryyura
Ab toh thik ho na tum??
haan bas main anda khaati nahi hu normally, toh garam kar gaya tha,
kal raat ko khaana nahi khaya, ab theek hu
Originally posted by: .shivi396
Imagination bhi kamaal ki cheez hai😆
Chotu sa pic he 😆
Originally posted by: Shooting-Star
Kaisa bhai he? Tujhe ande khila diya. 😮🤣
are behes kar raha tha mujhse, kehta hai tujhe pata hai cake me anda dalta hai, phir bhi chaat chaat ke khati hai,
but jab anda khaane ki baari aye to teri band baj jaati hai🤣
to maine bola cake me se ande ki smell nahi aati and vo tasty hota hai, to main kha leti hu,
ande me se to jabardast smell aati hai, uske main paas bhi nahi ja sakti,
to kuch bola nahi bas kitchen me chala gaya,
I thought kya kar raha hai to kehta hai maggie ke pakode bana raha hu,
mujhe kya pata tha ye pagalpan chal raha tha waha🤪🤣
Originally posted by: EmeraldPrincess
maundy thursday kya hota hai??😳
Last supper of Jesus iss din me hua hain..
Originally posted by: rianshxoxo
Kya endless hai? 🤪
Haan 50+ to KPop wale hi hai😆
Originally posted by: EmeraldPrincess
are behes kar raha tha mujhse, kehta hai tujhe pata hai cake me anda dalta hai, phir bhi chaat chaat ke khati hai,
but jab anda khaane ki baari aye to teri band baj jaati hai🤣
to maine bola cake me se ande ki smell nahi aati and vo tasty hota hai, to main kha leti hu,
ande me se to jabardast smell aati hai, uske main paas bhi nahi ja sakti,
to kuch bola nahi bas kitchen me chala gaya,
I thought kya kar raha hai to kehta hai maggie ke pakode bana raha hu,
mujhe kya pata tha ye pagalpan chal raha tha waha🤪🤣
Shayad tujhse kisi baat ka badla le raha he 😆
Originally posted by: Shooting-Star
Shayad tujhse kisi baat ka badla le raha he 😆
haan uske room se saare fruit cakes main hi khatam karti hu🤣
Originally posted by: EmeraldPrincess
thoda jyada fast nahi ja rahe ye log, well gul ke shows ke hisab se🤪
Sony walo ne deadline deke rakha hoga shayad🤪
Sony pe show ke 150 epi ho hote hai jyadatar😆
Originally posted by: EmeraldPrincess
are behes kar raha tha mujhse, kehta hai tujhe pata hai cake me anda dalta hai, phir bhi chaat chaat ke khati hai,
but jab anda khaane ki baari aye to teri band baj jaati hai🤣
to maine bola cake me se ande ki smell nahi aati and vo tasty hota hai, to main kha leti hu,
ande me se to jabardast smell aati hai, uske main paas bhi nahi ja sakti,
to kuch bola nahi bas kitchen me chala gaya,
I thought kya kar raha hai to kehta hai maggie ke pakode bana raha hu,
mujhe kya pata tha ye pagalpan chal raha tha waha🤪🤣
Arey baapre 😲🤣
Easter coming Sunday mein hai..