Originally posted by: linakusharberry
arreh tension nah loh hum bhi chun chun ke unki beizzati karega , team beizzatti always rocks 🤣
Arey, tension kahe ka, kaha na didi jaise mazboot ban gaye hum bhi 🤣🤣
Episode dtd 31.5
Katrina's hair is hairing!!
Episode dtd 1.6
Ucha Lamba Kad Forever Song - Welcome To The Jungle
Jis Awaaz Se Pyaar Hua - ArYa FS
Originally posted by: linakusharberry
arreh tension nah loh hum bhi chun chun ke unki beizzati karega , team beizzatti always rocks 🤣
Arey, tension kahe ka, kaha na didi jaise mazboot ban gaye hum bhi 🤣🤣
Ok guys gud night, phir milenge
Ss woh kya hai? 😉
Oh wow kahaan jaa rahi ho 😉
I might be travelling
Spring shuru ho gaya hai aur yahaan rules bhi badal rahe hain
Day trips allowed hai, toh soch rahe hain kahi jaake aaye
Maheena ho gaya hai yaar
Pichle saal 2 3 months khula tha baahar jane ke liye, phir band karwa diya
Phir se December mein sab band karke, abhi khola hai
Warna toh paas mein park ja sakthey bas, aur kahi nahi 😣
Isliye abhi jab jaane de rahen hain, soch rahe baahar jaake aate hain
Sharmila ko bhi kuch dinon ke liye forum zyaada nahi aaongi
Waise tum log tag aur pm karo, signal hai toh join kar loongi 😂
Ss,woh kya hai?Hamara sapne hai🤣
Same,same yaar,papa ke kaam kaafi hectic the,aur mere bhi kuch padhaai ke kaam the. Ab free hue hai, yaha ek traditional region hai,sonda, waha jaa rahe hai,kahi jungle mein hai,aur waha ek bird observatory bhi hai, toh socha jaake aaye. Tum kaha soch rahi ho❤️
Did you guys see the way Sai winked at Virat and walked off?.☺️
Originally posted by: scarlett22
Did you guys see the way Sai winked at Virat and walked off?.☺️
Bilkul,bilkul, mushkil se mili hui scene hai,dimaag mein print hogaya hai🤣