Originally posted by: Lodestar
Is devil Pari ko pitne ke liye we will also help BS😎😆
Yaar sacch main aaj toh isne mera khoon hi khaula diya apni tucchi baaton se😡
Is bande ko koi selective vision,hearing ya understanding ki problem nahi hai....ye sab pehchan gaya hai.
Pehle jab use Adi ki dusri shaadi ka truth pata chala toh he got hopeful ki Adi ki toh dusri apni baraabar ki biwi hai toh woh Imlie ko nahi puchega aur iska Imlie ke saath chance ban Jayega...but kal toh Adi ne use saaf saaf bata diya ki Imlie ka Jeevan sathi wahi hai aur Imlie usi ki patni rahegi.
Par for bhi man me use hope rahi hogi ki Adi ki family toh Imlie ko accept nahi karegi toh abhi bhi chance hai....but aaj BK ka Imlie ke liye pyaar dekhkar usey pata chal gaya ki Adi ke gharwale sach main Imlie ko parivaar ki tarah hi treat karte hai aur eventually Adi Imlie ki Shaadi accept kar sakte hai....Matlab Imlie ko paane ke saare raaste use band hote hue dikh rahe the.
Toh abhi usne Imlie ko hi target kar diya uski dukhti rag pe apna zeher daal kar. Adi ke saamne toh iski chali nahi toh Imlie pe extra dhaus jama raha tha....
Usey pata hai ki ye najaayaz hone ka tag Imlie ka weak point hai toh usi ko lekar usne apni "advice" di😡 Sidhe sweeping statements maare jaise iski baatein hi sacchai hai. Bechari Imlie ko intimidate kar diya taki woh khud hi Adi se dur rahe...felt so bad for Imlie there ki use aisa begairat secret keeper mila hai😔
Agree with your point ki yahi rishta najaayaz hai is point pe Adi at least apni marriage ki legality ke baare main kuch actual action lega....
I feel that his marriage to Imlie is legal as per Indian law where marriages done by local rituals with witnesses present are given validity even if not registered for protecting the women's rights.
So yes Imlie's marriage to Adi will be the legal one & his marriage to Malini will then be invalid.
and if that is not exploitation then what is?? he is using her.. ghee aise nahi nikla toh ungli tedhi karke nikaal raha hai.. this si the guy imlie can't see through Great..👏 and people were writing essays in Defence of.. this is called being genuine in aajkal ki duniya..