Kitty ka bhi koi setting hojye makkan ke saath.. kitty realised makkan is softie like makkan run away with him...sabarwal khandaan ke naam mitti mein milake.
Hahaha ohhh godd this cracked me up š¤£
Shaurya be like accha hua makkhan ko anokhi ki duty pe nhi lagaya warna usko bhi bhaga le jata milkhe ki auwlaad š¤£badi pahunchi hui cheez nikla wo to