Hasini 😒😒😒😒🤗 Aisa nahi haiiii, tumhe aur Armaan ko bahut yaad kiya jaa raha hai😭 Jaldi aa jao wapas hamara ghar ab ghar nahi rahaOriginally posted by: hasini009
na mujhe koi yaad kar rahe hain, na ghar aane ki bol rahe hain. main rahoon ya na rahoon, kuch farak nahi padta tum logon ko. aisi ghar jane se better Kokila ben ki rasode mein chale jaun.

