Originally posted by: _Blessy_
Mehendi ke chakkar main mannat ke dhaghe ka tata bye bye hogaya 😆 as mannat ke dhaghe se Pallu ke haat main RR ka naam nahi aata 😆
Lagta hai future main wapas appear hoga mannat ka dhaga
From pics I c it as on & off in his hand😆