Kaku : Kitne aadmi thay
OmNi : Ek Vahini
Kaku : Wo ek aur tum do Bahut nainsaafi hai
OmNi : Vahini kya Gabbar ke dialogue maar rahi hain hum waise bhi bahut maar kya chuke hain
Toh ab goli khaiye mera matlab hai mama dawayi le lijiye.
Patralekha tum kab aayi
Virat ke aane ke ek second baad.
Ye kya darwaaze ke paas hi thi
Baba kaka Pakhi didi toh humesha darwaaze ke paas hi hoti hain. Goli se kuch nahi hoga aap dono ka toh achhe se ilaaj karna hoga main kar deti hoon.
Tum meri aur meri dawayi ki beizzati kar rahi ho Sai
Pakhi didi main aisa kuch nahi kar rahi
Jo dard deta hai usi ko pata hota hai ilaaj kaise karna hai.
Iska matlab tumne mama ko maara
Pakhi tum Sai ko galat samajh rahi ho usne toh kidnappers ko maara tha ab wo baba aur kaka nikle toh ismein Sai ki kya galti hai
Mast Haan mast
Aate hi biwi ki vaqalat shuru kar di
Sai tum ilaaj rehna toh main sarkaari aspataal mein karwa loonga Sabhi mujrimo ka ilaaj wahin hota hai
Virat tum aise kaise
Pakhi tumhaare aur Kaku ke liye bhi Sakaar ne mehmaan nawazi ka intezaam kiya hai
Virat sir mein hai dum baki kum.
Edited by Chahat_A_Doshi - 4 years ago