Originally posted by: merryyura
Mai bata rahi hun meri baat maano.
Yeh nakli hi hai. ✋😬
Meri riddhima bhabhi ko kahin chupa diya iss fakester ne 😭
Dotdot ka bhi kuch ata pata nahi 😭
Haa ho sakta hai dot wali Ridz zyada vulnerable hai na toh nakli Ridz aayi hogi kuch motive se .