Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne lagi thi
Dono samjhe nahi the
Woh joh hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Joh bhi kehna na tha woh bhi kehne lage
Joh bhi sun-na na tha woh bhi sun-ne lage
Aa rahi hai hassi mujhko is baat par
Kis tarha pyaar mein dono khone lage
Dono khone lage
Jaanne wali baat thi anjani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne lagi thi
Dono samjhe nahi the
Woh joh hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Koi tarsa na tha koi tadpa na tha
Woh mile is tarha dil bhi dhadka na tha
Hone wali mager baat ho hi gayi
Pyaar ki rah mein zindagi kho gayi
Zindagi kho gayi
Dil ne dilse aise ki mann mani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Woh bhi hasne lagi thi
Yeh bhi hasne lagi thi
Dono samjhe nahi the
Woh joh hone laga tha
Aao sunao pyar ki ek kahani
Ek thi pakhi ek thi kaku deewani
Aur iss hi tarah Paku ki jodi amar hogayi.......... #paku #pakuzindabad
*************************************************************************
Meanwhile Ninu aka ninad-
16