Originally posted by: rikara94
Rimudiš¤š
Acha idhar bhi hum sab hi hai...koi naya nahi h kyaš
Acha yeh btayo idhr kuch b baat kr skte hai naš¤
Ye naam pasand aaya humko š¤£
Haan hum sab CC shift ho gaye coz Ani ke AT pe humko mood nahi jaane ka š³š¤Ŗ
Haan yaha kuchh bhi baat kar sakte hain... professor Sahab ke baare me bhi āŗļøš¤£
Mera siggy dekho