Eeshu ye hi toh dkhna tha...
Meine toh aaj tak jab bhi mafia ke vaare mein pda is tarah ke hi hote hai vo,quick,ruthkess,jo bhi movie dkhi novel pda isliye toh excited ho gyi thi mein vansh ko dkhne ko kyunki mujhe lga hmesha dusri language mein dkho toh itni feel ati hai jab khud ki language mein dkhne milega toh kitna mazaa ayega aur jo dil toda hai makers ne mera mein confuse hi ho gyi ki aise bhi hote hai mafia ya yeh admi mafia ke bhes mein sadhu hai😭lekin fir se foreigners hi tamanna puri krenge true mafia dkhne ki...thank you song jong ki for doing mafia drama vaise ek baat bta ye mafia mafia zyada hi nhi ho rha aajkal....😆
Yaar eeshu mujhe goosebumps aa rhe hai pad ke hi aur 2 clips dkh ke hi...lekin mujhe wait karna hai jo mujhse ho nhi rha...
Ye wala dekhna, dono leads ka.. meko bahut acha laga yeh wala part
Haan mai bhi jab mafia word dekhi meko humare VRS ki yaad aayi.
Then jab episode dekha I was like Woah... Jo direct mafia bhi nahi hai unke ghar mei bhi guard do do guns lekar khade hote hain. 🤣
Vincenzo ki bhi kuch baatein Vansh se milti hai. Yeh shivi ne kal point out kiya tha.
Bechare ko shanti se khana naseeb nahi hota🤣
Woh bhi FL ki wajah se 🤪🤣
Main mafia stuff 1st episode mei tha but uske baad bhi Vincenzo dumb nahi hua. He's still the ruthless man that he was in Italy..
But then k drama mei script sare shoot ke pehle hi likhe ja chuke hote hain. Toh consistency mei unko beat nahi kiya ja sakta.
But ITV mei script trp ke according badal ta hai.
