

🏏IPL 2026: GT vs SRH, 56th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: RCB vs KKR, 57th Match, at Raipur🏏
Mouni Roy s marriage in trouble?
Ranveer Singh Acquires Rights To The Immortals of Meluha
Anupamaa 12 May 2026 Written Update & Daily Discussions Thread
THARLA TAR MAG! Thread 10
How did Sara Ali Khan have such a bad downfall? Feat Faridoon
Alia Bhatt gets ignored by media at Cannes Red Carpet!


Anu,yet another amazing MehRya pic👍🏼but lyrics end at peechhe koi daaku..yet,I see, Shaurya behind Mehak🤣
It's a beautiful sufi kind soulful song..
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chuney na chaanv
Kaisi teri khudgarzi
Kisi thaur tikey na paanv
Kaisi teri khudgarzi
Na dhoop chuney na chaanv
Kaisi teri khudgarzi
Kisi thaur tikey na paanv
Ban liya apna paigambar
Tair liya tu saat samandar
Phir bhi sookha man ke andar
Kyun reh gya..
Re kabira maan ja
Re fakeera maan ja
Aaja tujhko pukaarein
Teri parchhaiyaan
Re kabira maan ja
Re fakeera maan ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa hurjaiyaa..
Tooti chaarpaai wohi
Thandi purvaai rasta dekhein..
oh yah🤣Originally posted by: ms.nitya12
Anu,yet another amazing MehRya pic👍🏼but lyrics end at peechhe koi daaku..yet,I see, Shaurya behind Mehak🤣



Next very apt one😆
Baahon men chale ao, hamase sanam kya parda Ye aj ka nahin milan, ye sng hai umrabhar ka Chale hi jaana hai, najar chura ke yun Fir thaami thi saajan tum ne meri kalaai kyon? Kisiko apana banaake chhod de Aisa koi nahin karata Kabhi kabhi kuchh to kaho piya hamase E, kam se kam aj to khulake milo jra ham se Hai raat apani, jo tum ho apane Kisi ka fir hame dar kya?..
Ya Nizamuddin Auliya Ya Nizamuddin Sarkar Kadam badha le Haddon ko mita le Aaja khalipan mein pee ka ghar tera Tere bin khali aaja khalipan mein Tere bin khali aaja khalipan mein Ooo... Rangreza Rangreza Rangreza aa..... Ho o ... Rangreza Rangreza Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya Maula wahi wahi maaya Woh jo mujh me samaya woh jo tujh me samaya Maula wahi wahi maaya Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Rangreza rang mera tann mera mann Le le rangaai chahe tann chahe mann Rangreza rang mera tann mera mann Le le rangaai chahe tann chahe mann Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Sajra savera mere tann barse Kajra andhera teri jalti lau Qatra mila jo tere darr barse O Maulaa... Maulaa... aa... Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Kun fayakun Fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Aaa Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam SalAllah hu alayhi wasallam Ho mujh pe karam sarkar tera Araj tujhe kar de mujhe Mujhse hi riha Ab mujhko bhi ho deedar mera Kar de mujhe mujh se hi riha Mujh se hi rihaaa... Mann ke mere ye bharam Kachche mere ye karam Leke chale hain kahaan main to jaanu hi na Tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya Main hoon tujh mein samaaya Tere peechhe chala aaya Tera hi main ik saaya Tune mujhko banaya Main tto jag ko naa bhaya Tune gale se lagaya Haq tu hi hai khudaya Sach tu hi hai khudaya Aaa... Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Kun fayakun Kun fayakun fayakun Fayakun fayakun fayakun Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Jab kahin pe kuch nahi bhi nahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Wahi tha Kun fayakun Kun fayakun Sadq allahu ali ul azeem Sadaqa-Rosooluh-ul-Nabi-ul-Kareem SalAllah hu alayhi wasallam
Another heart-wrenching beautiful song :
Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa
Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa
Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa
Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa..


Superb lyrics 💓
Things happened often in ZkM😆
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
Tumne na jaana ke main deewaana
Lekar aaya hoon dil ka nazraana
Mere dil ki hai jo daastaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na
(Tum jo gumsum ho to main hairaan hoon
Yeh raaz kaise tumko bataaoon)
Tum par marta hoon, main sach kehta hoon
Maangke dekh lo mujhse jaan
Suno na suno na, sun lo na
Hamsafar mujhiko chun lo na
Suno na suno na, sun lo na..