10-15 din toh kafi entertaining ho gaye the apne.. muje toh abhi bhi woh savage doctor yaad hai, kya panga liya tha sana-paras se đđOriginally posted by: Chingaari
Omg kya forum tha yaar wođ¤Ł
2 -3 din toh baraat hi pohanchti rahi thi
Phir lhaana waana bhi hua tha ...
Yaar kafi time kat gaya tha atleast post bb boredom duur ho gayi thi uss se
Edit- first taala dayan ke aane ke baad laga tha wahanđ
