Originally posted by: Priyapriyu
Kalyani ne sampada ka pati cheena fir bachha
😂 😆 😝Sach to hai
18 saal ki kalyani ACP Malhar Rane ko lekar bhag gayi thi
Bechari sampada hospital me thi aur uski delivery huyi thi
Baad me Kalyani aayi aur moksh ko lekar chali gayi aur sampada kuch nahi kar payi
Haye dukhiyari Sampada😭
Hahahah the best thing I have read all day 😂😂😂😂😂😂😂
Kalyani yeh bohot bura kiya bichari Sampada ke saat 😅😅