Originally posted by: AppleOfEye
Uss zamane mei kishori sansodhan center hota tha??? 😲🤣🤣
Nahi hota to Ani avishkaar karta🤣
Another thing added to their avishkar list👍🏼
Yup saare avishkar usne bon ke liye hi kiya na.
Bhai sanitary pad bana liya ani ab ek correction centre kya cheez hai🤪 i think ani issiliye sumati ko dhund raha tha🤣


