Originally posted by: Nachiketj
Mein nahi hoon..Billa hai...uski first post hogi vault mein jaane ke liye...Isilye woh author lag Raha hai hai
sorry, billa ko quote karna tha, galti se mistake ho gya
Alpha drops by 90% in second weekend
🏏India Tour of England 2026: 5th T20I on11th July 2026 at 7PM IST🏏
Kickoff Legends: FIFA World Cup 2026 T3 (July 11 p1)
BOI blames War 2 for Alpha failure
What Happened To Aryan Khan
Dhamaal 4 Heading for 13-14 Cr Day 1
Haaniya - Alpha - Video Song
Thoughts on Tabahi song
🏏England Women vs India Women, One-off Test @ Lord's, London🏏
Dhamaal 4 emerges a success,a potential HIT
Did Gautam Gambhir's decisions cost Team India the series?
Originally posted by: Nachiketj
Mein nahi hoon..Billa hai...uski first post hogi vault mein jaane ke liye...Isilye woh author lag Raha hai hai
sorry, billa ko quote karna tha, galti se mistake ho gya
Originally posted by: WhosTheFool
Haa WKW pe sangeet, haldi wagera ka natak kar liya tha. Sana toh lag raha tha jabardasti shaadi karwa rahe hai uski.
Card ,laddoo sab aa gaye thei...kafi jhilaya tha bb ne wo to arti singh ka sahara tha jo humne jhel liya sab kuch😆
Yeh waala lafda maine miss kiya. Aakhir aisa kya hua tha, which made Munna badle ki aag waala icchadhari nag.
Please chunri mat phekna 😭
Warna mujhe chunar chunariya pe dance karna padega 🤣
Kya kiya? 😲
Originally posted by: WhosTheFool
Yeh waala lafda maine miss kiya. Aakhir aisa kya hua tha, which made Munna badle ki aag waala icchadhari nag.
Chinguji ke wajah se woh icchadhari naag Bana hai.
Originally posted by: Nachiketj
Mein nahi hoon..Billa hai...uski first post hogi vault mein jaane ke liye...Isilye woh author lag Raha hai hai
Are bus bus ab meri itni bhi tareef mat karo😎😳Shilebirity wali pheeling aa jaati hai mereko tum log esi baate karte ho toh ☺️
Originally posted by: Chingaari
Card ,laddoo sab aa gaye thei...kafi jhilaya tha bb ne wo to arti singh ka sahara tha jo humne jhel liya sab kuch😆
Aarti toh khush issliye thi, ki uske liye Shukla ki line clear ho rahi thi. 😆
Originally posted by: WhosTheFool
Yeh waala lafda maine miss kiya. Aakhir aisa kya hua tha, which made Munna badle ki aag waala icchadhari nag.
🤣
Munna cheel aur nagin se inspire hua tha
Ek baar toh Anni ,SP se love lapata hua tha uska🤣
Originally posted by: Radiant_Eyes_
Kya kiya? 😲
Munna lion Lion karte khud Lion ban gaya 😆🤣🤣