I dont know whats between Sai and Karishma. Karishma is afraid of Sai why?

🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: KKR vs GT, 25th Match, Ahmedabad, 17th April 7:30pm IST🏏
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
MUJHE MAAF KARDO 17.4
Pookie Virat got screwed over by insta algorithm again
Now A Fighter 2 Is Being Made
O Humnava Tum Dena Saath Mera - Welcome & Permissions Thread
Originally posted by: musicalstorm
I dont know whats between Sai and Karishma. Karishma is afraid of Sai why?
arre karishma is thali ka baingan...
jab koi uski side leta hai toh woh uski taraf aur jab ghar mein koi tamasha hota hai toh woh kaku ki tarf hojati hai kyuni kaku usse ghar se nikal sakti hai!!
dono saas aur bahu thali ke baingan hai, kabhi idhar toh kabhi udhar at least omkar hamesha apni vahini ki tarf deta hai.

today she was ready to tell about Mohit pursuing acting because of Sai. Are pagal ho gayi hai kya? Sai ka nahi to Mohit ka to socho. Sai ko to daant padegi, upar se bechaare Mohit ki bhi class lagti bina matlab kiđĄ
Originally posted by: musicalstorm
today she was ready to tell about Mohit pursuing acting because of Sai. Are pagal ho gayi hai kya? Sai ka nahi to Mohit ka to socho. Sai ko to daant padegi, upar se bechaare Mohit ki bhi class lagti bina matlab kiđĄ
bhai mohit ne kya dekhe isse shaadi karli woh bhi bhaag ke đ
bechara mohit, usse agar yeh pata chalta toh baby bay chodo woh toh chulu bhar paani mein doob marta
i feel bad for him. parents bhi pathetic aur biwi toh kya hi bolein hum

Poor Mohit. Feeling bad for him.
Just laughed hardly when Virat asked Karishma to lock the door, she stood with pride. But when Sai came near to her, she was so afraid and made way for her đ€Ł
Sai ke saamne she is a Fattu... Sai and her scenes are comedy for me
Originally posted by: musicalstorm
today she was ready to tell about Mohit pursuing acting because of Sai. Are pagal ho gayi hai kya? Sai ka nahi to Mohit ka to socho. Sai ko to daant padegi, upar se bechaare Mohit ki bhi class lagti bina matlab kiđĄ
she is CN ka narada maharshi, har jagah jaake aag lagaati hai.
only difference se narada used to do that for lokh kalyan here karishma does that for kudh ke entertainment đ€Ș
Originally posted by: musicalstorm
I dont know whats between Sai and Karishma. Karishma is afraid of Sai why?
Because she is a double dholki, jahan fayda dikhta hai, waha uska loyalty bikta hai đ
Feel bad for Mohit, kya baiko mili hai, isse pyaar karne se accha ghar se hi bhag jaata Mumbai jaakar actor toh ban jaata đ
She just wants drama but is afraid of everyone. She will aag lagao but then soon it backfires on her. đ€Ł
Originally posted by: Chandu_500
she is CN ka narada maharshi, har jagah jaake aag lagaati hai.
only difference se narada used to do that for lokh kalyan here karishma does that for kudh ke entertainment đ€Ș
Narad muni kahin ki đ
Originally posted by: nautankitadka
Because she is a double dholki, jahan fayda dikhta hai, waha uska loyalty bikta hai đ
Feel bad for Mohit, kya baiko mili hai, isse pyaar karne se accha ghar se hi bhag jaata Mumbai jaakar actor toh ban jaata đ
Are khud ke pati ki band lagane mein tuli hai