Meko Usko ghar se bahar bhejna tha to yahi sooja mujhe armi cut dekhke 🤣🤣🤣
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 11th Oct 2025 - WKV
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 12th Oct 2025 - WKV
Katrina has destroyed her face! even Kareena looks better than her
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 13 Oct 2025 EDT
Kyunki episode Summary with pics : Oct 11
Sakshi Tanwar to enter Kyunki
Stars at Manish Malhotra's Diwali Party
COURSE STARTED 😛13. 10
Dono Mihir’s Saath Main
No amount of jadu tona is enough for Alia bhatt and Filmfare editor
Bollywood Diwali bash pics.
Why is Hrithik wasting his time by doing all these?
East or West, Farhana is da beshhhttt
Who all think Amaal singing every episode is ANNOYING!
Meko Usko ghar se bahar bhejna tha to yahi sooja mujhe armi cut dekhke 🤣🤣🤣
progressive kaka 🤣Originally posted by: AppleOfEye
Meko Usko ghar se bahar bhejna tha to yahi sooja mujhe armi cut dekhke 🤣🤣🤣
Bohot mast idea hai asfi, i was laughing so hard 🤣
phir sab bolenge batuk sampo pe gayi hai.... Apne sauteli maa pe 👍🏼
🤣🤣🤣
Haaye nazar na lagg jaaye maa bete ke rishte me...
Anirudh will feel jealous 🤣
Ani: kya hua bondita...tumhare chehre par darr ka bhaav kyu haiTumne kyu nahi bataya sampoo maa ko
Bon (thinks) - Agar maine patibabu ko bata diya ki Sampoorna maa ne mujhe ye sab bola tha toh kahi vo Sampoorna maa ko jaan se maar daale
Bon - " Vo Patibabu... mujhe laga mera shraap sampoorna maa ko bhi na lagg jaaye...isiliye nai bataya "
Ani - tumhe aisa kyun laga yeh koi shraap hai bondita?? Yeh sharaap ki baat kahase aayi tumhari dimag mai?
Bon (Thinks) - Sampoorna ne hi to mujhe bataya tha ki ye ek shraap hai..lekin ye baat main patibabu se kahu ya nahi?
Bon- Mere sath aisa pehli baar hua hai na patibabu, isliye mujhe laga ye ek shraap hai!
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...
Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo.
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo..
Bon (in her mind): Mujhe bohot dard ho raha hai par main ye baat patibabu ko nahi bata sakti kyunki wo pareshaan hojaege
Bon: Ab theek mehsoos kar rahi hoon Patibabu..Par ab main school kaise jaungi pareeksha dene is haalat mein
Ani: Tum jhoot bol rahi ho na bonditaMein wahi galti dobara nahi karunga
Mera dil ka telephone ne kaha hai ki tum theek nahi ho
Bon-aapka dil ka telephone bhi aapke dimaagh ki tarah galat taar pakad raha hai Patibabu Main theek hoon,abb mujhe school ke liye tayaar hona hai,pareeksha no deni hai,varna Barrister kaise banoongi aur aapka sapna kaise poora hoga
Aap chaahte haina main jaldi se aapke saath barristery karna shuru karoon
Toh baat maan lijiye meri
Ani : Arre Bondita tumne toh mujhe mera sapna yaad dila diya ....
chalo abb jaldi se jaao aur jaake school ke liye tayyar ho jaao mai nahi chahta ki tum barristery karne ke liye 1 second bhi late ho
*While Bon gets ready for school, Ani goes to Kaka to tell him the news *
Bon (to herself): Mere Patibabu ka mere liye dekha hua barristery ka sapna poore karne mein main din raat laga dungi..Itni mehnat karungi ki wo din Patibabu khushi se phat jaenge
Meanwhile Ani to Kaka: Kaka mujhe aapse bohot zaroori baat karni hai Bondita ke baare mein..
Kaka: Haan Anirudh kaho kya kehna chahte ho bahu ke baare mein (with a tensed face)
Anirudh: Darasal baat ye hai....(Bihari comes running) Bade maalik bahar chalke dekhiye jaldi....
All went outside
What they was beyond their imagination
Bon cutting sampoorna ke hairs with a big scissors with anger and sadness in her eyes.
Aniruddh -
Kaka is happy inside but asking bahu kya ho gaya tumhe
Meanwhile bon not paying heed to anyone is cutting sampoorna ki baal as if they were bush in front of RC haveli
Sampoorna - bonditaaa chhod kyun kar rahi hai aisa tu
Bon *twisting her head to keep her still * - Arre Sampoorna didi aap shaanti se baitho na ! mujhe apna kaam karne do!
Bondita trims all her hair and gives her an army cut.
Ani : Bondita ye kya kiya tumne aur kyu ???
Bon : Patibabu, inn baalo ke bhaar se Sampoorna maa ka dimaag chalne me dikkat ho rhi thi... isiliye maine kaat diye
Ani - Bondita ye kaise mazaak hai ?
Bon - Patibabu mai badi ho chuki hu bohot jald barristery karungi ... aap karna chahte hain na mere saath barristery ?
Ani - Haan Bondita Bohot achha kiya Sampoorna Maa ke baal kaat ke
Ani to Sampoorna - Maaaah... aap bohot khoobsoorat lag rhi hain maa
Kaka comes running towards them - KOI HUME BATAYEGA KYA HO RHA HAI ???
Ani- Kaka, humne sampoo maa ka makeover kar diya hai
Bon- Dekhiye KSJ, maine kitne pyaar se armi cut diya hai sampoo maa ko
Sampoo ko aise dekhke kaka almost about to faint & Bihari aake unko pakadta hai
Khudko sambhalne ke baad kaka k dimag mei ek idea aya
Kaka- kafi acha vichar hai Anirudh Kyu na hum tumhari sampoorna maa ko fauz mei bhejde?
Wo banegi desh ki pehli nari sipahi
Sampoo in mind- ab kya mujhe ghar chodke jana hoga?
*Meanwhile sampoo maa runs away to plan new strategy*
Ani : Kaka ye sab jaane dijiye...its not important..
Mujhe aapko kuch batana tha na.. woh ye hai kii...Woh...
ki...
Kaka: Anirudh tum aise sharma kyu rahe hoTumne phirse bahu ke haath se maar khayi hai kya
Ani: Nahi kaka.. mein kehna chahta hoon ki.. Bondita badi hogayi hai kaka
Kaka: Haa isme konsi nayi baat hai!! Bahu toh bade bado se bhi samjdaar haiTumhe sambhalna kya bachho ka khel lagta hai tumhe??
Ani: Kaka aap bhi na..Baat thodi gambhir hai..Darasal Bondita ko mahavari aa gayi hai..His eyes welled up while recollecting the past happenings..😔
Kaka aap jaate hai Bondita ka itne dino se ye ajeeb bartav ki wajah yahi thi..Wo sochti thi use koi shraap laga hai (with tears gushing down his eyes😭)
Kaka: Anirudh hum bata nahi sakte hum kitna khush hai ye khabar sunke..Ab humare Haveli mein saalon baad bacchon ki kilkariya goonjegi🤣☺️☺️
Next Isra👍🏼
Originally posted by: Scarlett_15
Ani: kya hua bondita...tumhare chehre par darr ka bhaav kyu hai
Tumne kyu nahi bataya sampoo maa ko
Bon (thinks) - Agar maine patibabu ko bata diya ki Sampoorna maa ne mujhe ye sab bola tha toh kahi vo Sampoorna maa ko jaan se maar daale
![]()
Bon - " Vo Patibabu... mujhe laga mera shraap sampoorna maa ko bhi na lagg jaaye...isiliye nai bataya "
Ani - tumhe aisa kyun laga yeh koi shraap hai bondita?? Yeh sharaap ki baat kahase aayi tumhari dimag mai?
Bon (Thinks) - Sampoorna ne hi to mujhe bataya tha ki ye ek shraap hai..lekin ye baat main patibabu se kahu ya nahi?
Bon- Mere sath aisa pehli baar hua hai na patibabu, isliye mujhe laga ye ek shraap hai!
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...
Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo.
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo..
Bon (in her mind): Mujhe bohot dard ho raha hai par main ye baat patibabu ko nahi bata sakti kyunki wo pareshaan hojaege
Bon: Ab theek mehsoos kar rahi hoon Patibabu..Par ab main school kaise jaungi pareeksha dene is haalat mein
Ani: Tum jhoot bol rahi ho na bondita
Mein wahi galti dobara nahi karunga
Mera dil ka telephone ne kaha hai ki tum theek nahi ho
Bon-aapka dil ka telephone bhi aapke dimaagh ki tarah galat taar pakad raha hai Patibabu
Main theek hoon,abb mujhe school ke liye tayaar hona hai,pareeksha no deni hai,varna Barrister kaise banoongi aur aapka sapna kaise poora hoga
Aap chaahte haina main jaldi se aapke saath barristery karna shuru karoon
Toh baat maan lijiye meri
Ani : Arre Bondita tumne toh mujhe mera sapna yaad dila diya ....
chalo abb jaldi se jaao aur jaake school ke liye tayyar ho jaao
mai nahi chahta ki tum barristery karne ke liye 1 second bhi late ho
*While Bon gets ready for school, Ani goes to Kaka to tell him the news *
Bon (to herself): Mere Patibabu ka mere liye dekha hua barristery ka sapna poore karne mein main din raat laga dungi..Itni mehnat karungi ki wo din Patibabu khushi se phat jaenge
Meanwhile Ani to Kaka: Kaka mujhe aapse bohot zaroori baat karni hai Bondita ke baare mein..
Kaka: Haan Anirudh kaho kya kehna chahte ho bahu ke baare mein (with a tensed face)
Anirudh: Darasal baat ye hai....(Bihari comes running) Bade maalik bahar chalke dekhiye jaldi....
All went outside
What they was beyond their imagination
Bon cutting sampoorna ke hairs with a big scissors with anger and sadness in her eyes.
Aniruddh -
Kaka is happy inside but asking bahu kya ho gaya tumhe
Meanwhile bon not paying heed to anyone is cutting sampoorna ki baal as if they were bush in front of RC haveli
Sampoorna - bonditaaa chhod kyun kar rahi hai aisa tu
Bon *twisting her head to keep her still * - Arre Sampoorna didi aap shaanti se baitho na ! mujhe apna kaam karne do!
Bondita trims all her hair and gives her an army cut.
Ani : Bondita ye kya kiya tumne aur kyu ???
Bon : Patibabu, inn baalo ke bhaar se Sampoorna maa ka dimaag chalne me dikkat ho rhi thi... isiliye maine kaat diye
Ani - Bondita ye kaise mazaak hai ?
Bon - Patibabu mai badi ho chuki hu bohot jald barristery karungi ... aap karna chahte hain na mere saath barristery ?
Ani - Haan Bondita
Bohot achha kiya Sampoorna Maa ke baal kaat ke
![]()
Ani to Sampoorna - Maaaah... aap bohot khoobsoorat lag rhi hain maa
Kaka comes running towards them - KOI HUME BATAYEGA KYA HO RHA HAI ???
Ani- Kaka, humne sampoo maa ka makeover kar diya hai
Bon- Dekhiye KSJ, maine kitne pyaar se armi cut diya hai sampoo maa ko
Sampoo ko aise dekhke kaka almost about to faint & Bihari aake unko pakadta hai
Khudko sambhalne ke baad kaka k dimag mei ek idea aya
Kaka- kafi acha vichar hai Anirudh
Kyu na hum tumhari sampoorna maa ko fauz mei bhejde?
Wo banegi desh ki pehli nari sipahi
Sampoo in mind- ab kya mujhe ghar chodke jana hoga?
*Meanwhile sampoo maa runs away to plan new strategy
*
Ani : Kaka ye sab jaane dijiye...its not important..
Mujhe aapko kuch batana tha na.. woh ye hai kii...
Woh...
ki...
Kaka: Anirudh tum aise sharma kyu rahe ho
Tumne phirse bahu ke haath se maar khayi hai kya
Ani: Nahi kaka.. mein kehna chahta hoon ki.. Bondita badi hogayi hai kaka
Kaka: Haa isme konsi nayi baat hai!! Bahu toh bade bado se bhi samjdaar hai
Tumhe sambhalna kya bachho ka khel lagta hai tumhe??
Ani: Kaka aap bhi na..Baat thodi gambhir hai..Darasal Bondita ko mahavari aa gayi hai..His eyes welled up while recollecting the past happenings..😔
Kaka aap jaate hai Bondita ka itne dino se ye ajeeb bartav ki wajah yahi thi..Wo sochti thi use koi shraap laga hai (with tears gushing down his eyes😭)
Kaka: Anirudh hum bata nahi sakte hum kitna khush hai ye khabar sunke..Ab humare Haveli mein saalon baad bacchon ki kilkariya goonjegi🤣☺️☺️
Next Isra👍🏼
yeh story kahan se kahan pahunch gayi🤣🤣
and he will tell bon, bondita mujhe bhi sampoo ma jaise cut de dohOriginally posted by: ..RiMi..
🤣🤣🤣
Haaye nazar na lagg jaaye maa bete ke rishte me...
Anirudh will feel jealous 🤣
Maine to promo ke hisaab se hi likhi hoon🤣🤣
arre maine socha asap ka typo hogaya 🤣
Arre re🤣🤣
Mujhe waha waise asap bhi daalna chahiye tha🤪
Originally posted by: Scarlett_15
Maine to promo ke hisaab se hi likhi hoon🤣🤣
Nahi nahi
Bohot acha hai🤣🤣
Ani: kya hua bondita...tumhare chehre par darr ka bhaav kyu haiTumne kyu nahi bataya sampoo maa ko
Bon (thinks) - Agar maine patibabu ko bata diya ki Sampoorna maa ne mujhe ye sab bola tha toh kahi vo Sampoorna maa ko jaan se maar daale
Bon - " Vo Patibabu... mujhe laga mera shraap sampoorna maa ko bhi na lagg jaaye...isiliye nai bataya "
Ani - tumhe aisa kyun laga yeh koi shraap hai bondita?? Yeh sharaap ki baat kahase aayi tumhari dimag mai?
Bon (Thinks) - Sampoorna ne hi to mujhe bataya tha ki ye ek shraap hai..lekin ye baat main patibabu se kahu ya nahi?
Bon- Mere sath aisa pehli baar hua hai na patibabu, isliye mujhe laga ye ek shraap hai!
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...
Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo.
Ani- bon... Bondita pochna chahiye tha na mujhse...Kher chodo.. ab kaisa maisuss kar rahiy hoo..
Bon (in her mind): Mujhe bohot dard ho raha hai par main ye baat patibabu ko nahi bata sakti kyunki wo pareshaan hojaege
Bon: Ab theek mehsoos kar rahi hoon Patibabu..Par ab main school kaise jaungi pareeksha dene is haalat mein
Ani: Tum jhoot bol rahi ho na bonditaMein wahi galti dobara nahi karunga
Mera dil ka telephone ne kaha hai ki tum theek nahi ho
Bon-aapka dil ka telephone bhi aapke dimaagh ki tarah galat taar pakad raha hai Patibabu Main theek hoon,abb mujhe school ke liye tayaar hona hai,pareeksha no deni hai,varna Barrister kaise banoongi aur aapka sapna kaise poora hoga
Aap chaahte haina main jaldi se aapke saath barristery karna shuru karoon
Toh baat maan lijiye meri
Ani : Arre Bondita tumne toh mujhe mera sapna yaad dila diya ....
chalo abb jaldi se jaao aur jaake school ke liye tayyar ho jaao mai nahi chahta ki tum barristery karne ke liye 1 second bhi late ho
*While Bon gets ready for school, Ani goes to Kaka to tell him the news *
Bon (to herself): Mere Patibabu ka mere liye dekha hua barristery ka sapna poore karne mein main din raat laga dungi..Itni mehnat karungi ki wo din Patibabu khushi se phat jaenge
Meanwhile Ani to Kaka: Kaka mujhe aapse bohot zaroori baat karni hai Bondita ke baare mein..
Kaka: Haan Anirudh kaho kya kehna chahte ho bahu ke baare mein (with a tensed face)
Anirudh: Darasal baat ye hai....(Bihari comes running) Bade maalik bahar chalke dekhiye jaldi....
All went outside
What they was beyond their imagination
Bon cutting sampoorna ke hairs with a big scissors with anger and sadness in her eyes.
Aniruddh -
Kaka is happy inside but asking bahu kya ho gaya tumhe
Meanwhile bon not paying heed to anyone is cutting sampoorna ki baal as if they were bush in front of RC haveli
Sampoorna - bonditaaa chhod kyun kar rahi hai aisa tu
Bon *twisting her head to keep her still * - Arre Sampoorna didi aap shaanti se baitho na ! mujhe apna kaam karne do!
Bondita trims all her hair and gives her an army cut.
Ani : Bondita ye kya kiya tumne aur kyu ???
Bon : Patibabu, inn baalo ke bhaar se Sampoorna maa ka dimaag chalne me dikkat ho rhi thi... isiliye maine kaat diye
Ani - Bondita ye kaise mazaak hai ?
Bon - Patibabu mai badi ho chuki hu bohot jald barristery karungi ... aap karna chahte hain na mere saath barristery ?
Ani - Haan Bondita Bohot achha kiya Sampoorna Maa ke baal kaat ke
Ani to Sampoorna - Maaaah... aap bohot khoobsoorat lag rhi hain maa
Kaka comes running towards them - KOI HUME BATAYEGA KYA HO RHA HAI ???
Ani- Kaka, humne sampoo maa ka makeover kar diya hai
Bon- Dekhiye KSJ, maine kitne pyaar se armi cut diya hai sampoo maa ko
Sampoo ko aise dekhke kaka almost about to faint & Bihari aake unko pakadta hai
Khudko sambhalne ke baad kaka k dimag mei ek idea aya
Kaka- kafi acha vichar hai Anirudh Kyu na hum tumhari sampoorna maa ko fauz mei bhejde?
Wo banegi desh ki pehli nari sipahi
Sampoo in mind- ab kya mujhe ghar chodke jana hoga?
*Meanwhile sampoo maa runs away to plan new strategy*
Ani : Kaka ye sab jaane dijiye...its not important..
Mujhe aapko kuch batana tha na.. woh ye hai kii...Woh...
ki...
Kaka: Anirudh tum aise sharma kyu rahe hoTumne phirse bahu ke haath se maar khayi hai kya
Ani: Nahi kaka.. mein kehna chahta hoon ki.. Bondita badi hogayi hai kaka
Kaka: Haa isme konsi nayi baat hai!! Bahu toh bade bado se bhi samjdaar haiTumhe sambhalna kya bachho ka khel lagta hai tumhe??
Ani: Kaka aap bhi na..Baat thodi gambhir hai..Darasal Bondita ko mahavari aa gayi hai..His eyes welled up while recollecting the past happenings..😔
Kaka aap jaate hai Bondita ka itne dino se ye ajeeb bartav ki wajah yahi thi..Wo sochti thi use koi shraap laga hai (with tears gushing down his eyes😭)
Kaka: Anirudh hum bata nahi sakte hum kitna khush hai ye khabar sunke..Ab humare Haveli mein saalon baad bacchon ki kilkariya goonjegi🤣☺️☺️
Ani(experiencing second hand embarrassment)-kaka aap yeh kya keh rahe hain☺️🤣Abhi maine yeh batayi hi tha ki aap itne aage chale gaye
Kaka-Areee Anirudh hum agar yeh sochke khush ho rahe hain,toh tumhe kya aapati hai😡Vaise bhi hamara dada banne ka sapna toh tum saalon baad hi poora karoge😭Abb hamein sochne se bhi rok rahe ho
END OF CHAP 1😳😎
TO BE CONTINUED LATER😆